Thursday, March 6, 2008

Class Notes from 03/05/2008

Jai Jinendra,

Moksh Marg prakashak Granth me Mangala Charan se shuruat ki hai. Namokar Mantra Aacharya shri Pushpadantji ke SHATKHANDAGAM Granth me se lia hua hai, or ham ye kah sakte hai ki usme sab se paheli bar likha hua tha.

Namokar Mantra me sarv lok ke panch permeshthi ko namasskar kia hua hai.

ARIHANT SWARUP

4 GHATI karmo ka kshay - Nash kia.

Darshnavarnia karma ka nash karke ----------Anant Darshan ko Prapt kia.
Gyanavarnia karma ka nash karke ---------- Anant Gyan ko Prapt kia.
Antray karma ka nash karke -----------------Anant Virya ko Prapt kia.
Mohnia karma ka nash karke -----------------Anant Sukh ko Prapt kia.

Gyan - Swa or Par ke bhed ko janta hai.

Dravya = Guno ke samuh ko Dravya kahte hai
Gun = Dravya ke sampurn bhago me or uski sabhi avastha me jo rahte hai usko gun kahte hai.
Paryay = Avastha aur guno ke parinaman ko paryaay kahte hain

If there is any mistake in this, please correct that.

Avani Mehta Shah

3 comments:

Shrish Jain said...

This is pretty good :)

And I will be active in adding comments in this blog!

-Shrish

Kunal said...

Vikas, can you please explain Mangalacharan? You have asked this question a few times, but it would be good if you could describe it here for our reference.

Kunal said...

Sorry, I had not read Sarika's post where she has explained the meaning of Mangalacharan. Please ignore the previous comment.